

3 cheezien Insan ko Allah Se Dor krti hain, Apne amal ko ziada smajna, apne gunhaow ko bhool jana, apne aap ko sab se behter samjna. Mazhab mein se insaniyat aur khidmat ko nikal diya jaye to sirf ibadat reh jati hai aur mehez ibadat ke liye parwardigar ke pas farishton ki koi kami nahi. Musebat k Waktat bhi mutmen Nazer aao aur mushkilat k bavjud khush bash raho. Makan to cement aur aeenTo se ban jate hain Lekin ! ghar banane ke liye nek aur Saaleh Aurat ki zaroorat hoti hai. Koi Bhi Insaan Puri Dunian K Liye Nahin Jeeta, Balki Kuch Khaas Logon K Liye Jita Hai Jo Uski Sari Dunian Hote Hain. Khush rehne ka sab se achha usool ye bhi hai ke jahan lage ke Aap ki jaga nahi wahan khamoshi se khud ko alag kar lo. Below are a couple of these popular Urdu compliment words. Har kamyab shaksh ke paas ek takleef-de kahani hoti hai aur har takleef-de kahani ka anjam kamyabi hoti hai iss liye takleef ko bardasht karne ki Aadat Dalo aur kamyabi ke liye tayyar ho jao.īehtreen Insaan Amal Se Pehchaanaa Jata Hai, Warna Achi Baatein To Deewaron Pe Bhi Likhi Hotin Hai. In addition to these complete sentences, you’ll often find native Urdu-speakers giving compliments in the form of a single word. Jo Insan Ye Samajhta Hai K Allaah Jo Karta Hai Wo Hamare Liye Behtar Hota Hai, Wo Kamaal Ka Eiman Rakhta Hai. Jabke deen ki daulat ALLAH Sirf unhain deta hai jinhein wo mehboob rakhta hai. Yad rakho jb, tum py koi mushkil a jaye toh kisi ka ehsan na lo, kyun k musibat 4 din ki hoti hy or ehsan zindagi bhr ka hota hy.ĭuniya ki daulat ALLAH unhain bhi deta hai Jinhein wo pasand nahi karta.

Agar Ahsas Na Ho To Apne Bhi Ajnabi Ho Jate Hain. Rishtey Khoon K Nahin Ahsaas K Hote Hain, Agar Ahsaas Ho To Ajnabi Bhi Apne Ho Jate Hain.
